Friday, April 15, 2011

The Power of Words

Shabd aawaara hi sahi par ladkhadate kam hain,
main se bhari syaah hai phir bhi keh jaate sach hain....

rokne waalon ne kayee kalmein tod daali hain..
par shabd hain ki zameen cheer kar saamne aate to hain...

Kabhi rote bachche ko hansa diya bemaayne ho kar,
kabhi bade badon ko sikha diya ek inqualaab ban kar...


Shabd aawaara hi sahi par ladkhadate kam hain,
main se bhari syaah hai phir bhi keh jaate sach hain....

No comments:

Post a Comment